Header Ads

test

Big Island Active Volcah Tour l Kailani Tours Hawali

Hawaii island pe Kilauea naam ka Volcano hai🙂 dosto ye island USA ke under me aata hai.... Ye Kilauea naam ka jo volcano hai wo kuchh active volcano me se ek hai🙂 Dosto is volcano me lagatar visfot ho rahe hai... Aur abhi bhi scientist ko aisa hi lagta hai ki aur visfot honge🙂

Herald sun news kya kehti hai iske baare me wo batata hu🙂
Big Island Active Volcano


Big Island Active Volcano

 Note:- ise apni language me likh raha hu jo unhone bola hai🙂 

1st : approx 24 house is volcano ke lava ke chapet me aa gayi🙂 yani lava ki wajah se approx 24 house destroy ho gaye...

2nd. Ye lava waha jungle se nikalkar road tak pahuch gayi hai waha road pe ek car khadi thi. Jaise hi lava us Car tak pahuchi usne us Car ko turant jala diya🙂

3rd. Waha ke kuchh ilake abhi safe hai but wo bhi danger position me aa sakte hai to kuchh🙂un residents area se bhi dur jaa rahe hai....

4th Abhi Aur visfot aane ki probability hai...

Ab kuchh apni baate🙂

5th waha ke environment me is volcano ki wajah se sulphur dioxide ki maatra bahut adhik hai jo ki waha ke logo ke liye haanikarak hai...

6th is volcano se lagabhag 1700people effected hai....

7th waha ke jungles me aag lag gayi jisse mostly jungle ka bhaag jal chuka hai jaha jaha se ye lava nikli hai....

8th abhi bhi is volcano se sulphur dioxide nikal rahi hai....

9th Is volcano ke paas ke sabhi ilake abhi bhi danger zone me hai🙂

10th Hawaii island pe pichhle kuchh dino se lagatar earthquake aa raha hai... Maximum abhi tak 6.9 magnitude ka aaya tha...

Dosto🤔😐 information sachi ya galat lag rahi hai to 🙂 aap internet pe search kar sakte hai...🙂 Ye ho to bahut dino se raha tha😆 but ab kuchh jyada hi ho gaya hai....
Aur haa agar mai galat hu to comment karke mujhe sahi kare... Thanks🙂
Comment jarur karna....

2 comments: